Shaitaaniyan Lyrics | Badmashiyaan | Ankit Tiwari Lyrics

Shaitaaniyan is a song from the hindi album/film “Badmashiyaan. This song is sung by Ankit Tiwari. Its music is composed by Bobby-Imran. And the lyrics are penned by Shabbir Ahmed.

Badmashiyaan is directed by starring .

Shaitaaniyan Lyrics in Hindi

शाब की बाहों में सो जाए सुबह
ख़्वाबों को तेरे पलकों पे दूँ सज़ा
हो हम्म…

शाब की बाहों में सो जाए सुबह
ख़्वाबों को तेरे पलकों से दूँ सज़ा

गूंजे साँसों में तेरी ही सदा
मैं लफ्ज़ तेरा तू है मेरी जुबां
शैतानियाँ.. रात भर कर ले आ टूट कर
बदमाशियां.. रात भर कर ले आ टूट कर

मिलना तेरा मिलना मेरा
मिलना था क़िस्मत में लिखा
मंज़िल भी थी मीलों जुदा
राहें मिली जो तू मिला

शैतानियाँ रात भर कर ले आ टूट कर
बदमाशियां रात भर कर ले आ टूट कर

Shaitaaniyan Lyrics Transliteration (English)

Shab ki baahon mein so jaaye subah
Khwabon ko tere palkon pe doon sajaa

Shab ki baahon mein so jaaye subah
Khwabon ko tere palkon pe doon sajaa

Goonje saanson mein teri hi sadaa
Main lafz tera tu hai meri zubaan
Shaitaniyaan raat bhar kar le aa toot kar
Badmashiyan raat bhar kar le aa toot kar

Milna tera.. milna mera..
Milna tha kismat mein likha
Manzil bhi thi milon judaa
Raahein mili jo tu milaa

Tu ru-ba-ru hai aarzoo
Aa bhi ja baahon mein tu zaraa
Shaitaniyaan raat bhar kar le aa toot kar
Badmashiyan raat bhar kar le aa toot kar

Saath tere chalta chalun
Anjaan raahon pe yunhi
Rishta koi sadiyon ka tha
Apna lage hai tu kahin
Tu hi sazaa tu hi duaa
Hai mere jeene ki tu wajah
Shaitaniyaan raat bhar kar le aa toot kar
Badmashiyan raat bhar kar le aa toot kar

Shaitaaniyan Song Information

Shaitaaniyan Song Information

SongShaitaaniyan
SingerAnkit Tiwari
AlbumBadmashiyaan
LyricistShabbir Ahmed
MusicBobby-Imran
LanguageHindi
Music LabelZee Music Company

Shaitaaniyan Video

Shaitaaniyan Video