Contents
Ye Kaisi Jagah Lyrics | Hamari Adhuri Kahani | Deepali Sathe Lyrics
Ye Kaisi Jagah is a song from the hindi album/film “Hamari Adhuri Kahani. This song is sung by Deepali Sathe. Its music is composed by Jeet Gannguli. And the lyrics are penned by Rashmi Virag.
Ye Kaisi Jagah Lyrics in Hindi
ये कैसी जगह ले आए हो तुम
ये कैसी नयी दिल गए है धुन
मैं मीरा सी दीवानी हो गयी
इस दुनिया से बेगानी हो गयी
मेरे होंठों पे जो भटके
कई जन्मों की प्यास है
मेरे अमृत का वो प्याला
बस तेरे पास है
ये कैसी जगह ले आए हो तुम
ये कैसी नयी दिल गए है धुन
रात मेरी आँखों, आँखों में कट गयी
रौशनी में तेरी सुबह सी हो गयी
रात मेरी आँखों, आँखों में कट गयी
रौशनी में तेरी सुबह सी हो गयी
चेहरा हूँ मैं, मेरा रूप हो तुम
ये कैसी जगह ले आये हो तुम
आज उस ख़ुदा से मुझे कुछ ना चाहिए
सिर्फ तेरे आगे सर झुकना चाहिए
आज उस ख़ुदा से मुझे कुछ ना चाहिए
सिर्फ तेरे आगे सर झुकना चाहिए
मेरी हर दुआ में हो तुम ही तुम
ये कैसी जगह ले आये हो तुम
Ye Kaisi Jagah Lyrics Transliteration (English)
Ye kaisi jagah le aaye ho tum
Ye kaisi nayi dil gaaye hai dhun
Main Meera si deewani ho gayi
Iss duniya se begaani ho gayi
Mere honthon pe jo bhatke
Kayi janmon ki pyaas hai
Mere amrit ka wo pyala bas tere paas hai
Ye kaisi jagah le aaye ho tum
Ye kaisi nayi dil gaaye hai dhunn
Raat meri aankhon aankhon me kat gayi
Roshni mein teri subah si ho gayi
Raat mere aankhon aankhon me kat gayi
Roshni mein teri subah si ho gayi
Chehra hoo main, mera roop ho tum
Ye kaisi jagah le aaye ho tum
Aaj uss Khuda se mujhe kuch na chahiye
Sirf tere aage sar jhukna chahiye
Aaj uss Khuda se mujhe kuch na chahiye
Sirf tere aage sar jhukna chahiye
Meri har duaa mein ho tum hi tum
Ye kaisi jagah le aaye ho tum
Ye Kaisi Jagah Song Information
Ye Kaisi Jagah Song Information
Song | Ye Kaisi Jagah |
---|---|
Singer | Deepali Sathe |
Album | Hamari Adhuri Kahani |
Lyricist | Rashmi Virag |
Music | Jeet Gannguli |
Language | Hindi |
Music Label | Sony Music India |
Ye Kaisi Jagah Video
Ye Kaisi Jagah Video