On this page, we bring you the Lyrics of song Saathiya (Title) . Saathiya (Title) is a song from the Hindi movie ” Saathiya . This song is sung by sonu nigam. Music is composed by A.R. Rahman. The lyrics are penned by Gulzar (Sampooran Singh Kalra).

Saathiya (Title) Lyrics (Hindi)

साथिया साथिया मद्धम मद्धम तेरी गीली हसी
साथिया साथिया सुनके हमने सारी पीई ली हसी
हस्ती रहे तू हस्ती रहे हया की लाली खिलती रहे
ज़ुल्फ़ के नीचे गर्दन पे सुबह ो शाम मिलती रहे
हस्ती रहे तू हस्ती रहे हया की लाली खिलती रहे
ज़ुल्फ़ के नीचे गर्दन पे सुबह ो शाम मिलती रहे

सौंधी सी हसी तेरी खिलती रहे मिलती रहे
पीली धूप पहनके तुम देखो बाग़ में मत जाना
भौरे तुम को सब छेड़े.गए फूलों में मत जाना
मध्यम मध्यम हास दे फिर से
सोना सोना फिर से हास दे
ताज़ा गिरे पत्ते की तरह सब्ज़े लान पर लेटे हुवे
सात रंग हैं बहारूं के एक ादा में लपेटे हुवे
सावन बादल सारे तुम से
मौसम मौसम हस्ते रहना
मौसम मौसम हस्ते रहना

साथिया साथिया…पी ली हसी
कभी नीले आसमान पे चलो घूमने चलें हम
कोई अब्र मिल गया तो ज़मीन पे बदास लें हम
तेरी बाली हिल गयी है
कभी शब् चमक उठी है
कभी शाम खिल गयी है
तेरे बालों की पनाह में हो यह सारी रात गुज़ारे
तेरी काली काली आँखें कोई उजाली बात उतरे
तेरी एक हसी के बदले मेरी यह ज़मीन ले ले
मेरा आसमां ले ले
साथिया साथिया…पी ली हसी
बर्फ गिरी हो वादी में उन में लिपटी सिमटी हुई
बर्फ गिरी हो वादी में और हसि तेरी गूँजे
उन में लिपटी सिमटी हुई बात करे धुंआ निकल
गरम गरम उजाला धुंआ
नरम नरम उजाला धुंआ.

Saathiya (Title) Lyrics (English Translation)

Saathiyaa saathiyaa maddham maddham terii gili hasii
Saathiyaa saathiyaa sunke hamne saarii pii lii hasii
Hastii rahe tuu hastii rahe hayaa kii laalii khiltii rahe
Zulf ke niiche gardan pe subah o shaam miltii rahe
Hastii rahe tuu hastii rahe hayaa kii laalii khiltii rahe
Zulf ke niiche gardan pe subah o shaam miltii rahe

Saundhii sii hasii terii khiltii rahe miltii rahe
Piilii dhuup pahanke tum dekho baag mein mat jaana
Bhawre tum ko sab chhede.ge phuulon mein mat jaana
Maddhyam maddhyam haas de phir se
Sona sona phir se haas de
Taaza gire patte kii tarah sabze laan par lete huve
Saat rang hain bahaaroon ke ek adaa mein lapete huve
Saawan baadal saare tum se
Mausam mausam haste rahana
Mausam mausam haste rahana

Saathiyaa saathiyaa…pii lii hasii
Kabhii niile aasmaan pe chalo ghuumne chalein hum
Koii abr mil gaya to zamiin pe badas lein hum
Terii baalii hil gayi hai
Kabhii shab chamak uthii hai
Kabhii shaam khil gayi hai
Tere baalon kii panaah mein ho yeh saari raat guzare
Terii kaalii kaalii aankhe koii ujalii baat utare
Terii ek hasi ke badale merii yeh zamiin le le
Mera aasmaan le le
Saathiyaa saathiyaa…pii lii hasii
Barf girii ho vaadii mein un mein liptii simtii huii
Barf girii ho vaadii mein aur hasi teri guunje
Un mein lipti simti hui vaat kare dhuaan nikle
Garam garam ujala dhuaan
Naram naram ujala dhuaan.

Saathiya (Title) Song Info

Saathiya (Title) Song meta information regarding the creative artists involved in this video.

SongSaathiya (Title)
Movie/album Saathiya (2002)
Singers Sonu Nigam
Song Lyricists Gulzar (Sampooran Singh Kalra)
Music Composer A.R. Rahman
Music Director A.R. Rahman
Genres Love
Director Shaad Ali
Music Label Sa Re Ga Ma
Starring Vivek Oberoi, Rani Mukerji, Tanuja, Satish Shah, Sharat Saxena, Tinnu Anand, Chandrashekhar Gautam, Karl Katgara
Release on 20th December, 2002

Saathiya (Title) Video

Watch the Saathiya (Title) video.